Michael Jordan
Naam | Total | Avg. | Rank |
Steals | 2,514 | 2.3 | 4th |
Points | 32,292 | 30.1 | 5th |
Freethrow | 83.5% | 8.2 | 7th |
Assists | 5,633 | 5.3 | 47th |
Rebounds | 6,672 | 6.2 | 132nd |
Blocks | 893 | 0.8 | - |
3 Pointers | 581 | .327 | - |
Michael J. Jordan (Mic-hael Jor-dan) ek NBA basketball khiladi hai aur NBA team owner hai. Inhone kai NBA team ke liye basketball khela hai aur duniya ke sabse greatest basketball player bhi khalaye jata tha. Ill Charlotte Bobcats ke owner hai aur inke aane ke baad team ka naam badla gya tha jiska naam hai Charlotte Hornets. Inhone Chicago Bulls aur Washington Wizards ke liye bhi khela hai. Ill ek shooting guard the aur inka number tha 23. Ill 1984 NBA draft mein the aur Chicago Bulls ne inko draft kiya tha. North Carolina Tarheels, Chicago Bulls aur Miami Heat ne Michael Jordan ka jersey retire kar diya tha inka symbol hota hai ki ill ek ache basketball ke khiladi the. Inhone Miami ke liye khela bhi nahi tha fir bhi ill team ne inka number retire kiya tha. Basketball ko chod ke Michael ne baseball join kiya tha Ill ek outfielder the aur san 1993 se 1995 tak Minor League Baseball Khele the, Birmingham Baron aur Scottsdale Scorpions ke liye. Ill ke baad NBA wapas aye the thode samay ke liye aur Chicago aur Washington ke liye khele the retirement tak. Inhone basketball ke liye 4 Gold medal hasil kiya hai (Olympics, Tournament of Americas aur Pan American games ke liye). Ill ek FIBA aur NBA hall of fame khiladi bhi hai. Ill Space Jam ke picture mein bhi hazir tha jo ek kid friendly animated movie tha looney toons ke characters ke saath. Ill kai saal se NBA 2k ke cover par bhi the.
Janam | February 17, 1963 (age 60), Brooklyn, New York, U.S. |
---|
Awards
[badlo | source ke badlo]Ill ek 6 time NBA champion hai, Chicago Bulls ke saath aur ek 5 baar NBA MVP bhi hai. Inhone 10 bar All NBA First team hasil kiya hai. Ill rookie of the year bhi the aur all rookie first team mein bhi the. Ill NBA ke anniversary team par bhi the 50th aur 70th anniversary ke liye. College ke samay inhone NCAA championship bhi hasil kiya hai. Ill ne best national college ke khiladi bhi hasil kiya tha. Ill do bar olympics mein gold medal hasil kiya tha, gold medal ill team ko diya jata hai jo team olympics mein jeet the hai.